Mere Shyamal Nem Kumar (Lyrics) Jain Girnar Song



Lyrics - Akshat Sanghvi

Nem vihari
Nem juhari..(3)

Meri sun lo aaj pukar,
Charan tore rahana hai.... Pyare..(2)

Tere darash se hai naia paavan
Man ke bhav banen hai saavan,
Meri har ek saas ki aash, meri sun lo aaj pukar
Charan tore rahana hai.... Pyare..(2)

Karuna se pashuan ko nihale
Ek najar bas hum par dale,
Mere, raajul ke bharathara, meri sun lo aaj pukar
Charan tore rahana hai.... Pyare..(2)"

Jag ko bhulakar tum ko jana 
Maine tab khud ko pahachana,
Shivaa maat ke raaj dulaar, meri sun lo aaj pukar
Charan tore rahana hai... Pyare..(2)

Mere shyamal nem kumar
Meri sun lo aaj pukar,
Charan tore rahana hai.... Pyare..(2)
Mere Shyamal Nem Kumar (Lyrics) Jain Girnar Song
Mere Shyamal Nem Kumar (Lyrics) Jain Girnar Song


Comments