Sukh Ke Sindhu Me (Lyrics) Jain Diksha Song

 
Sukh ke sindhu me Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se Chudaye saiyam
Sukh ke sindhu me Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se Chudaaye saiyam
Sansaar saagar Taraaye saiyam
Mukti ke dwaar Pohochaye saiyam
Sukh ke sindhu me Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se Chudaye saiyam

Man me samaadhi Santosh samtaa
Dil me na moh Maayaa naa mamta
Smit hotho par Khul ke leheraaye
Akhiyaa antar ki Masti jhalkai
Nandan van sa Ban jaaye jivan
Sukh ke sindhu me Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se Chudaye saiyam

Vandan karu vandan Jay jay anagaara
Vandan karu vandan Jay jay anagaara
Vandan karu vandan Jay jay anagaara
Vandan karu vandan Jay jay anagara

Karmo ko tode Dosho ko chode
Guru bhakti me Tan ko ye jode
Prabhu aagnyamay Ban jaaye jivan
Dukh ke darr ka Nahi koi kaaran
Saadhna aisi Jagme anupam
Sukh ke sindhu me Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se Chudaye saiyam

Chahiye prabhuji Krupa tumhaari
Rehne na paaye Sadhna adhuri
Ajit ho jaaye Naam sahare
Kirtan karte prabhuji Tujko pukaare
Rehna prabhuji Saath me har dum
Sukh ke sindhu me Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se Chudaye saiyam
Sansaar saagar Taraaye saiyam
Mukti ke dwaar Pohochaye saiyam
Sukh ke sindhu me Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se Chudaye saiyam
Sukh Ke Sindhu Me (Lyrics) Jain Diksha Song
Sukh Ke Sindhu Me (Lyrics) Jain Diksha Song

Comments

Post a Comment