AB SAUP DIYA IS JEEVAN KO (LYRICS) Jain Stavan

Ab saup diya is jeevan ko 
Bhagwan tumhare charno me...
Ab saup diya is jeevan ko 
Nemnath tumhare charno me...
Main hu sharanagat prabhu tera
Rahe dhyaan tumhare charno me


Ab saup diya is jeevan ko 
Bhagwan tumhare charno me

Mera nischay prabhu bus ek wahi
Main tum charno ka pujari banu
Arpan kar du duniya bhar ka
Arpan kar du duniya bhar ka
Sab pyaar tumhare charno me


Main hu sharnagat prabhu tera
Rahe dhyan tumhare charno me

Ab saup diya is jeevan ko
Bhagwan tumhare charno me


Jaha tak sansaar me bhraman karu.. 
Tuj charno me jeevan ko dharu..
Tum swami, main sevak tera...
Tum swami, main sevak tera
Dharu dhyaan tumhare charno me...


Main hu sharnagat prabhu tera
Rahe dhyaan tumhare charno me

Ab saup diya is jeevan ko
Bhagwan tumhare charno me

Meri icha prabhu bus ek wahi
Ek baar tujhe main mil jaau
Is sevak ki har rag rag ka
Ho taar tumhaare haatho me

Main hu sharnagat prabhu tera
Rahe dhyaan tumhare charno me

Ab saup diya is jeevan ko
Bhagwan tumhaare charno me
Main hu sharnagat prabhu tera
Rahe dhyaan tumhare charno me


Ab saup diya is jeevan ko
Bhagwan tumhare charno me
Nemnath tumhare charno me..
Nemnath tumhare charno me...

AB SAUP DIYA IS JEEVAN KO (WITH LYRICS) Jain Stavan

Comments